How To Cure Jaryan - spermatorrioea in urdu,hindi

How To Cure Jaryan - spermatorrioea in urdu,hindi


yeh marz kiya hy sub sy pehly is ko educate kiya jai jaryan kay meanings hain jari hona yani mani kay woh drops jo bila irada urine kay bad kharij hoon or many times yeh ikraj  before urine be hota hy .here are two types

1... jaryan e wadi 

2...jaryan e mazi

infact todays  jaryan e mani itna zyada nahi hota jata jitna zyada jaryan e wadi  or jaryan e mazi hota ha.natureally tor par wadi or mazi wo laisdaar mady hen jo zarurat ktime urine ki nali ko  chikna rakhne k lye kharij hoti hen coz pishab ya mani easily pass ho jaye.but in madoon ka ikhraj normal se zyada shuru ho jaye to ye jaryan kehlata ha.

Causes 


kasrat mubashrat, ya bivi se buht zyada sex krna ,sexy  ya fuhash khyalaat sochna thinking, sexy literature parhna, sexy ya gandi movies dekhna, tursh spicy or garam ghiza ka kasrat sy istamal, qabz(constipation), bad hazmi(indigestion),must zani hath se mani nikalne ki adat(masturbation), gurda(liver) ya masane ki khrabi,  is ki wajohat hen.

Treatment ya ilaj


sub sy pehly app is marz men qabz(constipation)ka ilaj karin kiyonk jaryan ki bari wajah qabz hy. is k sath sath Allah pak sy apnay ghalat kamoon  aur gunahon  ki tauba karin.Agar apki mizaj buht garam or khushk ha orapka mada e manvia pani ki tarah patla ha and qabz(constipation) bhi rehti ha to ye nuskha bohat he mufees hoga.Allah ky fazal sy yeh desi nuskha akseer ka darja rakhtay is ko bana kar is tamal karin aur apni prayers main hamari team ko yad rakhain.

 desi elaj or nuskha


asgand nagoori,satawar ,talmakhana,ghookhroo.salab misree.each 50 grm and misree 250grm

how to preparer


Tamam herbs ko achi grind kar k safoof bana lain aur kisee jar main save kar lain

How to use


1/2 table spoon before meal at morning and 1/2 table spoon after meal at night when u sleep

if u feel this is our best effort for humanity plz share it for sadqa jariya thanks

urs well wisher Hakeem imran kamboh

+9203046539899

0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.