Showing posts with label Cough. Show all posts
Showing posts with label Cough. Show all posts

Galay Ki Kharabi(Throat Pain) Ka Desi ilaj

Galay Ki Kharabi(Throat Pain) Ka Desi ilaj


Galay Ki Kharabi(Throat Pain)  ek normal problem hai jo kisi bhi  insan ko hoti sakti hai. Life ko acche se jine ke liye tarika ka accha hone chahiyay. Yaha hum kuch Gharelu Nuskhe(home remedies) ke bare mai baat karenge jo aapko bina doctor ya hakeem  treatment ke Galay Ki Kharabi(Throat Pain)  se aaram pahuchayega.

Galay Ki Kharabi(Throat Pain)   aapke liye bahut si pareshaniya laa sakta hai. Isse bachne ke liye aapko is nuskhay  ka use karin aur is kay sath sath parhaiz lazmi karin.

Galay Ki Kharabi(Throat Pain)Hone ki causaes


Galay Ki Kharabi(Throat Pain) bahut se reasons se ho sakti hai, jese kisi wajah se gale main khrash,khansi,nazla, zukam,kera ,balgham,gala chhil jata hai . Iske alawa gale mai sujan aa jati ya cough ban jata hai.
Galay Ki Kharabi(Throat Pain) Ka Desi ilaj

mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

pet ki kharabi,gale ki kharabi,galay ka dard ka ilaj in urdu,galay ki bimari ka ilaj,galay ka infection,galay ki kharish ka ilaj,galay ki kharash,gale ki kharash ka ilaj in urdu



Asthma(Dama) Ka Asan Elaj

Asthma(Dama) Ka Asan Elaj


Dama ke gharelu nushkhoon ke bare mai jaane se pehle aapka yeh bhi janna jaruri hai ki yeh kin wajoohat  se ho raha hai. Taki aap iska behtar elaj kar sake. Dama kai wajoohat  Kiya hy aur un ka ilaj.

 

khanaq

mardana kamzori ka ilaj shadi courseMardana Kamzori Ka Ilaj... Shadi Course


hakeem imran kamboh

asthma ka ilaj in hindi,dama ka rohani ilaj,treatment of asthma in urdu,damay ka ilaj in urdu,bawaseer ka ilaj in urdu,motapay ka ilaj in urdu,motapay ka ilaj in urdu dailymotion,motapay ka ilaj in urdu video



Cough Cure(Khansi Ka Ilaj) in urdu

Cough Cure(Khansi Ka Ilaj) in urdu


Coughing  (yani khansi karna ) is often triggered by mucus that drains down the back of the throat. Infections. An infection of the lungs or upper airway passages can cause a cough(khansi). A productive cough may be a symptom of pneumonia, bronchitis, sinusitis, or tuberculosis. Chronic lung disease.

Cough Cure(Khansi Ka Ilaj) in urdu

mardana kamzori ka ilaj shadi courseMardana Kamzori Ka Ilaj... Shadi Course


hakeem imran kamboh

khansi ka ilaj in hindi,khansi ka ilaj tib e nabvi,khansi ka totka,khansi ka ilaj in urdu,khansi in english,khansi ka ilaj desi totkay in hindi,sukhi khansi ka ilaj,khansi ka ilaj zubaida apa



Khusk Khansi KY Elaj Ka Desi Totka

Khusk Khansi KY Elaj Ka Desi Totka


Khansi winter season main common marz hy. main app ko  Khusk Khansi KY Elaj Ka Desi Totka btata hoon hoon. jo intehai easy aur pansari ki dokan sy aam mil jata hy.

[caption id="attachment_2012" align="alignnone" width="1080"]Khusk Khansi KY Elaj Ka Desi Totka                                                        Khusk Khansi KY Elaj Ka Desi Totka[/caption]

مردانہ کمزوری کے علاج کا مکمل کورس تفصیل کے لیئے یہاں کلک کریں


hakeem imran kamboh

Khusk Khansi KY Elaj Ka Desi TotkaBlack Raisins (Munakka)


Munakka is a dried form of grapes. The benefits of munakka are countless. It is an excellent home remedy for most of the diseases. If you have been consuming a lot of meat, oily meals, alcohol, and overeating, then black raisins or munakkas are the answer. Excessive consumption of high-fat food leads to acidosis, a condition in which the acidity of the body fluid in abnormally high.

Black raisins are highly alkaline and help restore normal functioning in the body. Therefore, if you are suffering from acidity due to wrong eating habits, then 25-30 black raisins taken in the evening or early morning would help you feel better. It is a better option than taking antacids as apart from their alkaline nature, they also contain easily assailable iron. For those of you who are anemic, black raisins are a natural answer. For increasing your strength and stamina, mix 25 gm of raisins in milk and consume daily.







Khusk Khansi Ky Elaj Kay Totkay

Khusk Khansi Ky Elaj Kay Totkay


Cold mousam ky atay he cough ho jati hy.  Khusk Khansi Ky Elaj Kay Totkay  yahan main app ko btata hoon .agar app ko is sy faida ho to duaon main yad rakhain.

hakeemimran.com- Khusk Khansi Ky Elaj Kay Totkay

hakeemimran.com- Khusk Khansi Ky Elaj Kay Totkay 2

ہربل شادی کورس تفصیل کے لیئے یہاں کلک کریں



khansi ka fori ilaj,khansi ka ilaj,khansi ka ilaj tib e nabvi,.balghami khansi ka ilaj,khansi ka ilaj desi totkay,.khansi ka ilaj by zubaida aapa,khushk khansi ka totka,khansi ki dua,.khansi ky ilaj ka wazifa,khansi ka rohani ilaj,khansi kaisay kam ki jai,



Khushk Khansi Ka ilaj Ky Totky


Khushk Khansi Ka ilaj Ky Totky


Ajj main app ko  Khushk Khansi Ka ilaj Ky Totky kay topic per home made nukha bataon ga.Fill one cut lemon with black pepper powder and salt and suck it to reduce the intensity of cough.

hakeeimran- Khushk Khansi Ka ilaj Ky Totky

اردو میں مزید نسخوں کے لیئے یہاں کلک کریں


hakeem imran kamboh

Khushk Khansi Ka ilaj Ky Totky 


Add a pinch of grounded white pepper in one tea spoon of pure honey. Regular use of this 2-3 times a day for regularly for 4-5 days will cure your cough. This remedy is considered as one of the effective home remedy for cough.

Simple cold and cough can be cured with the regular eating of grapes for number of days. They tone up the lungs and act as expectorant.

Take 1-2 gm powder of black pepper, long pepper, and dry ginger in equal proportions and make a mixture. Taking this mixture of powder with honey 2-3 times a day give relief from cough and is one of the useful cough remedies.

In winters eating garlic at night with meals twice a week will provide relief from cough.
Mix pulp of Belleric Myrobalan fruit with long pepper and honey and take this mixture twice a day. This is one of the good home remedies for cough.

A combination of honey with grape juice is highly beneficial for cough.

Khushk Khansi Ka ilaj Ky Totky


Lemon: suck a lemon with black pepper in cough.
Spinach: do gargles from warm spinach water to get rid of cough.
Turnip: boil turnip in water and drink its water mixed with sugar.
Methi: boil 4 spoons of methi seeds in water. Strain water when remains half. Drink it warm.
Oil: in case of cold cough, take 4 spoons of oil and same quantity of mishri and boil in 1 glass of water. Drink it when water remains half. Drink it three times a day.
Black pepper: eat black pepper mixed with mishri.
Coffee: drinking black coffee in very effecting in cough.
Paan: mix carom in paan and eat it if cough disturbs you more at night.
Garlic: cook some cloves of garlic on 62 grams of mustard oil. Massage this oil on chest and neck. Drink 20 drops of garlic juice mixed with pomegranate juice.
Stop eating sour things.
Mint: drink tea mixed with little salt and mint.
Wheat: take 20 grams of wheat and 9 grams of sondha namak and boil it in 1 glass of water. Boil it until remains 1/3 of total water. Strain this water and drink daily for 7 days.
Turmeric: mix turmeric and salt in warm water and drink in cough.
Carom seeds: eat carom seeds followed by drinking warm water.
Ginger: take some ginger juice and drink 3 times a day for 10 days. It is very effective in black cough. Do not eat yogurt or sour things in this period. Boil 12 grams of ginger piece in 1 glass of milk. Strain it and drink to get relief from cough.

Khushk Khansi Ka ilaj Ky Totky


Make a paste of 1/4 teaspoon of red pepper, 1/4 teaspoon of ground ginger, 1 table spoon of apple cider vinegar, 1 table spoon of honey, and 2 tablespoon of normal water. Mix them well and take 1 teaspoon of this mixture whenever you have cough problem. This is very useful home remedy for cough.

Gargling with warm spinach juice is very helpful in dealing with dry cough.

In case of dry cough mix half spoon of Cuscus grass (khas khas) in 3-4 teaspoons of coconut milk. Add one teaspoon of honey and drink at night before going to bed. This is another effective home remedy for cough.

Grind 100 grams of raisins with water and add about 100 grams of sugar and heat the mixture till it turns saucy. This sauce formed should be taken in a doze of 20 grams at bedtime daily. This is very useful home remedy for cough.

A tea made from aniseed (saunf) and holy basil (tulsi) should be taken regularly for immediate relief from cough and is also good natural remedy for cough.

Almonds are highly beneficial for patients suffering from dry cough. They should be soaked in water for sometime and a fine paste should be made after removing brown skin with 20 grams of butter and sugar. This paste should be taken twice a day in the morning and evening.

Extract the juice from the onions, mix it with honey and take it 2-3 times a day. It’s an excellent cough syrup.

For immediate relief from cough crush one medium sized onion, add one lemon juice and one cup of boiling water. Honey should be added to it and drink this mixture 2-3 times a day. This is another useful and effective home remedy for cough.

Boil 10 grams of Sprague in 500 grams of water for 15 minutes. Allow it to cool and then add two pinches of salt and gargle twice a day. This will clear excessive mucous and soothes the throat giving relief from cough.

Pour 1 cup of boiling water on 1 teaspoon of Marjoram and leave it for 10-15 minutes and then drink. Repeat 3 times everyday. This is a good natural remedy for cough.

To prevent cough in winters drink water 2 hours before passing stools in the morning and one hour after taking food.

Khushk Khansi Ka ilaj Ky Totky


Take some eucalyptus leaves and mint leaves and boil them together in water. Now inhale its vapors. It will help you in curing your cough and is also one of the good home remedies for cough.

The root of turmeric should be roasted and grinded to form powder. This powder should be taken twice daily in a doze of 3 grams. This is good cough remedy.

Cough Soothing mixtures

Carrot juice - Drink this when hot, as it will relieve the patient from cough and improve the general state of health.
Essential oil of juniper- A fewdrops may be used in hot water as an inhalant.

User Recommended Home Remedies for Cough:

Add 1 packet of coffee into 1/2 cup of rum warm to an extent then take time and sip while hot. -

khansi ka best ilaj,khushk khansi ka ilaj in urdu,khansi ka ilaj tib e nabvi,khansi ka gharelu ilaj in urdu,khansi ka ilaj desi totkay in hindi,sukhi khansi ka ilaj,khansi ka ilaj zubaida apa,khansi ka ilaj by zubaida tariq,home remedies for dry cough at night,home remedies for dry cough in children,home remedies for dry cough in adults,ayurvedic home remedies for dry cough,home remedies for dry cough and sore throat,home remedies for dry cough in babies,indian home remedies for dry cough in children,home remedies for dry cough in kids



Dama Asthma Ka ilaj in urdu

Dama Asthma Ka ilaj in urdu


Saans pholna aik allergy ki kefiyat hoti hai. is ko Dama Asthma Ka ilaj kehty hain. Jo jism mein kisi aik ya ziyada awamil ke raddeamal ke natije mein peyda hoti hai. Saans ki bemariyon mein yeh sab se ziyada takleefdey hai. Dama (Asthma) ke patient ko saans na aane ke attack parhte hain. Ise saans lene mein diqqat hoti hai, lekin in attacks ke khatme par wo normal andaz mein hota hai.




[caption id="attachment_1601" align="alignnone" width="1080"]hakeemimran.com- Dama Asthma Ka ilaj in urdu hakeemimran.com- Dama Asthma Ka ilaj in urdu[/caption]

hakeem imran kamboh

Asthma Symptoms and Causes


Dama (Asthma) mein mubtila patient saans lene ke liye hanpta hua dikhai deta hai. Darasal use saans lene ke bajae saans kharij karne mein mushkil mehsoos hoti hai aur yeh kefiyat lungs mein hawa ke chote chote raaston ke achanak sukhar jane par peyda hoti hai. Natija yeh hota hai ke mareez ko lungs oper ki taraf khinchne parhte hain. Kyun ke wo abhi thek tarah saans kharij nahi kar pata ke ise aik aur saans lena parh jata hai. Dama (Asthma) ke ziyada tar patients ko raat ke waqt ya alalsubha yeh takleef hoti hai. Aam feham andaaz mein log ise saans ulatna kehte hain.

Dama (Asthma) ke asbaab mein bohat se awamil hote hain. Yeh aesi allergy ke natije mein ho sakta hai. Jo mausam ke natija mein peyda ho ya khane, medicines, khushbo aur deegar heejan angez awamil ka natija ho. Gardo ghubar se peyda hone wali allergy bohat aam aur sab ke ilm mein hai. Jo ghizaeyn amoman allergy peyda karti hain. In mein egg, gandum, doodh, chocolate, peas, fish aur behri ghizaeyn shamil hain. Yeh marz nafsiyati awamil ke natije mein bhi lahaq ho sakta hai. Aik haliya tehqeeq ke mutabiq asthma ke naujawan patients ka taqriban 25 % gehre adam tahaffuz ke ehsaas mein mubtila paya gaya hai. Wo parents ki tawajja, tahaffuz aur mohabbat ki shadid zarorat mehsoos karte the. Maurosi asraat bhi is marz ka sabab hote hain.

Asthma Ka Gharelu Ilaj (Asthma Home Treatment In Hindi)


Dama Asthma Ka ilaj in urdu Honey (Shahad)


Dama (Asthma) ke home treatment mein shahad (honey) sab se ziyada maqbol aur qadeem hai. Kaha jata hai ke agar shahad (honey) ka aik jug Dama (asthma) ke patient ki nose ke niche is tarha rakha jaey ke hawa is se takra kar patient ke nostrils tak pohnche yani patient saans le to hawa shahad (honey) se takra kar aae to use batadreej saans lene mein aasani hone lagti hai, is ka asar jug hata lene ke bad bhi aik hour tak barqarar rehta hai. Aik ya 2 tea spoon shahad (honey) use kar lena bhi aafaqa deta hai. Ise milk ya pani ke aik cup mein shamil kar ke bhi liya ja sakta hai. Honey jama shuda balgham ko tehleel kar ke saans ki naliyon se kharij karne mein madad deta hai. Kuch tabeeb Dama (asthma) aur saans ki bemariyon ke liye 1 year purana honey shifa bakhsh samajhte hain.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Fig (Anjeer):


Fresh and dry fruits mein Anjeer (Fig) , Dama (asthma) ke marz mein mufeed sabit hoti hai. Yeh sputum ko kharij kar ke patient ko pur sukoon karti hai. 3 ya 4 dry fig garam pani ke sath khob saaf kar lijiye aur unhe raat bhar bhigoe rakhen. Subha unhe neharmou wohi pani peene ke baad kha liya jaey. Jis pani mein wo raat bhar bheegi rahi hon. Yeh ilaj 2 months tak jari rakha jaey.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Lemon :


Dama (Asthma) ke ilaj mein lemon bhi shifa bakhsh sabit hota hai. 1 lemon ka juice aik glass pani mein shamil kar ke khane ke sath peena acha nataiyj peyda karta hai.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Gooseberry :


Gooseberry Dama (asthma) ke ilaj mein karaamad nibatat mein se aik hai. 5 gram gooseberry ka safoof aur aik khane ka spoon honey mila kar asthma ke marz ka maussir ilaj bante hain. Ise daily subha khana chahiye. Fresh aamla ka mausam ho to ise istemal karen, warna khushk aamla ka safoof bana liya jaey.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Roots of Bitter Gourd :


Bitter gourd ke plants ki roots Dama (asthma) ke desi ilaj mein qadeem zamane se istemal ho rahi hain. 1 tea spoon roots ka paste aur itni miqdar mein honey ya tulsi ke patte daily raat ko aik month tak patient ko dene se marz ki shiddat batadreej kam ho jati hai.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Drumstick leaves :


Drum stick ya sejan ki phalli ka patton se tayyar karda shorba daily aik dafaa peena bhi asthma ke marz mein bohat mufeed hai. Tayyar karne ke liye muththi bhar patte 180 ml water mein 5 minute tak boil karen, thanda hone par is mein thora sa namak, mirch aur lemon juice shamil kar ke patient ko pilaya jata hai.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Ginger (Adrak):


Dama (Asthma) ke ilaj ke liye adrak ka juice (ginger ka juice) 1 tea spoon methi ka joshanda ke aik cup mein shamil kar ke zaiyqa behtar banane ke liye shahad (honey) daal sakte hain. Is mashroob ka istemal Dama (asthma) patient ke sputum kharij kar ke pur sukoon karta hai. Ginger key eh mashroob subha sham istemal kiya jata hai.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Garlic (Lehsun):


Dama (Asthma) ke ilaj ke liye garlic bhi maussar hai. Garlic ke 10 javey 30 ml milk mein boil karne se aesi umdah medicine tayyar hoti hai. Jo asthma ke ibtedai marhaley mein kamiyab ilaj sabit ho chuki hai. Yeh mashroob daily aik dafaa peena chahiye. Garlic ki tea mein ginger ke 2 javey kuchal kar shamil karne se aesi medicine banti hai jo Dama (asthma) ke marz ko qaboo mein rakhti hai. Yeh tea subha o sham peeni chahiye.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Carom Seeds:


Nibatati ilaj mein carom seeds ke liye akseer hai. Aik glass lassi mein half tea spoon carom seeds mila kar din mein 2 bar patient ko pilaey. Jin patient ke sputum ke ikhraaj mein mushkil pesh aati hai, us ke liye yeh nuskha bohat mujarrib hai. Yeh dry sputum ko tehleel kar ke kharij karti hai. Carom seeds ka garam plats chest pe senk karne ke liye istemal karen. Din mein 2 baar yeh senk karne ke sath sath carom seeds mile pani ko boil kar ke aur us ki steam patient ke saans mein shamil karen to us se saans ki naliyan kushada ho jati hain.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Casaba Seeds :


Casaba seeds ko Punjab mein poliyan kehte hain. Yeh asthma ke ilaj mein mufeed hai. Is ke dry seeds ka half spoon safoof, 1 table spoon honey mila kar daily aik ya 2 dafaa zaroor khilaey. Yeh sputum reshe ko tehleel kar ke kharij karta hai aur saans lena aasaan banata hai. Casaba ke 5 gram flowers ko 1 table spoon honey mila kar daily aik dafaa khilana patient ko sehatmand banata hai.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Alsi Seeds :


Alsi ke seeds ka joshanda Dama (asthma) ke balghami ijtema ki tashkeel ko rokta aur Dama asthma attacks se bachata hai. 1 tea spoon alsi ke seeds ka safoof aur aik piece palm candy 2 cup pani mein us waqt tak boil karen key eh mixture half reh jaey. Yeh joshanda khane ka aik chamcha milk ke sath daily liya jaey. Is se chest mein sputum ka ijtema tehleel ho jata hai. Is ilaj ke sath Dama (asthma) ke attacks ke dauran alsi ka plats chest par lagaya jaey.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Mustard Oil (Rai Ka Tail):


Dama (Asthma) attacks ke dauran mustard oil thore se kafoor ko mila kar patient ke chest aur pusht par massage kiya jaey. Is se balgham tehleel ho jaega aur saans lena aasaan ho ga.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Copper (Tamba):


Dama (Asthma) attacks ko rokne ka aik tariqa copper ke bartan mein raat bhar parhe rehne wale pani ko peena hai. Is pani mein copper ke khafeef zarrat shamil ho jate hain. Jo saans ke masaiyl peyda hone se rokte hain.

Dama Asthma Ka ilaj in urdu Ghizaai Tarjihaat :


Patient ko ghalat ghizaai aadaton se bachna chahiye. Is ke liye mauzoo tareen ghizaey mehdood miqdar mein carbohydrates, fats aur protein par mushtamil honi chahiye, jo acidity peyda karne wali hon. Wafir miqdar mein alkali peyda karne wali ghizaeyn maslan fresh fruits, vegetables, sabz tarkariyan aur anaaj istemal mein laey. Ise sputum peyda karne wali ghizaon se behar taur bachna chahiye. Jin mein rice, sugar, peas aur yogurt etc shamil hain. Ise fried aur dair se hazam hone wali ghizaon, strong coffee, tea, alcohol drinks, pickle, sauces aur process kiye hue khano se bhi parhez karna chahiye.

Other Efforts ( Deegar Iqdamaat) :


Patient ko deegar qawaneen fitrat par amal karna chahiye. Air, sunshine, aur water shifa bakhsh awamil hote hain. In se durust tariqa se istefada karna chahiye, week mein aik din baqaiydgi se roza rakhna chahiye. Kabhi kabhar anima lena chahiye. Saans ki exercise zarori hai. Fresh air, dry climate, light exercise aur true posture is marz ke ilaj mein pori tarha sath dete hain.


 

Khansi Aur Balgham Ka ilaj

Khansi Aur Balgham Ka ilaj 


[caption id="attachment_940" align="alignnone" width="1280"]hakeemimran.com- khansi aur balgham ka ilaj hakeemimran.com- khansi aur balgham ka ilaj[/caption]

hakeem imran kamboh

اردو میں مزید ٹوٹکوں کے لیئے یہاں کلک کریں

Galay Ki Khrabi Ka ilaj

 Galay Ki Khrabi Ka ilaj 


[caption id="attachment_965" align="alignnone" width="1280"]hakeemimran.com- galay ki khrabi ka ilaj hakeemimran.com- galay ki khrabi ka ilaj[/caption]

hakeem imran kamboh

mazeed nuskhoon aur maloomat k liyay click here

Powered by Blogger.