Showing posts with label Dry skin and hair disorders. Show all posts
Showing posts with label Dry skin and hair disorders. Show all posts

Oontni Kay Doodh kay Faiday (Camel Milk Benefits) in Urdu

Oontni Kay  Doodh kay  Faiday (Camel Milk Benefits) in Urdu


Oontni ka Doodh is very popular milk in pakistan  East Asian & Middle East Arab Countries, Because it has many Uses & Benefits as mentioned in Islam,beainka tammam amaraz mst for liver and stomach,Oontni Kay  Doodh bohat sy amraz main istamal hota hy hamary piyary Nabi Pak (PBUH) nay is ko jigar ky tamam amraz main shifa qarar diya hy.yahan main app ko Oontni Kay  Doodh kay bohat sy faidy hain jo main app ko yahan bta raha hoon.

 
Oontni Kay Doodh kay Faiday (Camel Milk Benefits) in Urdu 01 Oontni Kay Doodh kay Faiday (Camel Milk Benefits) in Urdu 2 Oontni Kay Doodh kay Faiday (Camel Milk Benefits) in Urdu 3 Oontni Kay Doodh kay Faiday (Camel Milk Benefits) in Urdu 04

mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

doodh ke fawaid in urdu,benefits of camel milk in urdu language,doodh ke faide in urdu,doodh ka istemal,camel milk benefits in islam in urdu,bohar ka doodh benefits in urdu,benefits of female camel milk in urdu,doodh peene ke fawaid,camel milk benefits for men,camel milk benefits in urdu,camel milk benefits in islam,camel milk benefits diabetes,camel milk benefits skin,camel milk benefits for kids,camel milk benefits liver,camel milk benefits autism



Tips For Dark Circles Under Eyes Home Remedies in Urdu

Tips For Dark Circles Under Eyes Home Remedies in Urdu


Dark circles under eyes are a very common problem in these days.It can be caused due to many reasons like lack of sleep, hormonal changes, stress, dry skin, unhealthy diet and prolong work in front of a computer. Most people who suffer from dark circles under the eyes require the complete and natural Dark Circles treatment. People may also try several home remedies to alleviate the appearance of those dark circles. Firstly you should know that any delicate treatment is expensive and if you tend to get the problem worse, you will have to undergo surgeries for eye skin treatment.To remove dark circles around eyes you should follow this dark circles treatment or exercise plan that can reduce dark circles under eyes.Tomatoes are the best natural way for the removal of dark circles. They not only remove dark circles but also soften your skin. All you need to do is mix a spoon of tomato juice with a teaspoon of lemon juice and apply it on your skin. Apply it twice a day for ten minutes. If you need faster results, you can also drink tomato juice.
Tips For Dark Circles Under Eyes Home Remedies in Urdu

mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

tips for dark circles under eyes home remedies in urdu,dark circles under eyes home remedies in hindi,dark circles under eyes home remedies turmeric,natural remedies for dark circles under eyes,homeopathic remedy for dark circles under eyes,effective remedy for dark circles under eyes,remedy for dark circles under eyes men,beauty tips for dark circles under eyes,


,سیاہ حلقوں کا علاج, آنکھوں کے حلقوں کا علاج



Keel Mahasay aur Daane (Acne and pimples) Kay Elaj Kay Totkay

Keel Mahasay aur Daane (Acne and pimples) Kay Elaj Kay Totkay


Sun balogat ke agaz me girls or boys dono ke face pr barik barik surkh Keel Mahasay aur Daane (Acne and pimples) nikalna shuru ho jate hain jin me baz oqat puss bhi bhar jati hai. in dano ko acni (kil mahase) kaha jata hai. in dano ke sab se bara nuqsan ye hai k chehre pr siyah dag chor jate hain jo boht badnuma malom hote hain. Chikni jild pr acni aam tor pr zyada nikalte hain. Jin logon ki jild chikni ho or acni nikalte hon unhen chahye k apne chehre ko kam az kam 10 12 dafa saf pani se dhoen or kam az kam 8 se 10 glass pani rozana pien. Is ke elawa acni jild ki boht si causes ho sakti hain jin me se chand ek bayan ki ja rahi hain..Mithi ashya maslan chocolate, mithai wagera khane se..Jism me khon ki kami.Nind ka pura na hona.Namunasib khurak maalan tali hui ashya, dair se hazam hone wali ashya or tez mirch masale wale khane se.Kam pani pine ki waja e jism me pani ki kami waqa ho jati hai jo k acni ka sabab banti hai.Chehre ki safai ka khayal na rakhna or chikni jild ko bar bar na dhona.Warzish na karne ki waja se chehre ke masam band ho jate hain jis se jild pr kil mahase wagera nikal ate hain.
Keel Mahasay aur Daane (Acne and pimples) Kay Elaj Kay Totkay

mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

keel muhase treatment,dane khatam karne ka tarika,keel mahasay tips in urdu,dane khatam karne ki dua,dane khatam karne ki tips in urdu,keel muhase ka ilaj in urdu,keel mahasay in english,chehre k dane khatam karne ka tarika,dane khatam karne ka tarika in urdu,dane door karne ka tarika,danay khatam karne ka tarika,dane khatam karne k totkay,dane khatam karne ki tips in urdu,danay khatam karnay,chehre par dane in urdu,blackheads khatam karne ka tarika



Khushk Jild ( Dry Skin ) Treatmen in Urdu

Khushk Jild ( Dry Skin ) Treatmen in Urdu


Khushk Jild ( Dry Skin ) ke apne masail hain. Chehra khushk or jild khinchi hui feel hoti hai. jis ke bais all time be cheni rehti hai. Khushk Jild ( Dry Skin )  ka behtrin elaj jild ko khoi hui chiknai dena hai or us ki narmi bahal karna hai.Khushk Jild ( Dry Skin ) ki safai ke lye saop ke bajae special creame ka istamal karen jo chiknai se bhar pure hai. agar jild gair mamoli had tak khushk ho to us ke lye chiknai se bhar pure cream ke sath sun se mehfoz rakhne wali creame bhi istamal karen. before sleep wo creamen istamal karen jin ki chiknai jild me jazb ho kar use narmi or mulaimi bakhshe. Ankhon ke gird makhsoso creamen istamal karne ka ahtamam karen jin ke istamal se is hasas hise me jhuryan nahi partin. Giza me machli, rogan gizaen or zeton ka tel istamal karen nez dhop ki barahe rast shuaon se bachen.
Khushk Jild ( Dry Skin ) Treatmen in Urdu

mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

khushk jild ki hifazat in urdu,face ki dryness khatam karne k tips,khushk jild k totkay in urdu,zubaida apa k totkay for dry skin in urdu,chikni jild ki hifazat,dry skin k liye tipsjild ki hifazat urdu,,khushk jild ka ilaj in urdu



Skin Whitening Tips ( Rang Gora, Saaf Kreny ) k Totkay In Urdu

Skin Whitening Tips ( Rang Gora, Saaf Kreny ) k Totkay In Urdu


Natural  tarikon say  Rang Gora, Saaf Kreny  ap ki ilraji, jild ke cancer aur dosri bohat si bemarion say bacha sakta he. Ye hakikat he ke gory rang ka zamana he magar es cheez ko apny sar par sawar mat kren. Market mein mix creamon ki bhar mar he jo wakati tor par to ap ko faiada dy sakti hain liakin wo ap ki jild ko kudrati gora pan nahi day sakti. Dant, ankhain, bal aur eski sab cheezain chamakdar he achi lagti hain aur cheezain lagany say ziada khany say apko faiada day gi. Sab say phaly apny khayalat pak saaf rakhain. Apna jism, ghar, libaas sab kuch saaf ho aur mari behan ye ahaid kren ke sharri parda kren aur apna hussan o jamal saway apny shohar ke kisi par bhe zahir mat kren. Apny shohar ke liy apny ap ko sajain. Allah ap ko horron ka sa hussan day ga. InshaAllah. Aj mein ap ko chehra aur jism dono ko gora kreny ke tariaky bataon gi.

Skin Whitening Tips ( Rang Gora, Saaf Kreny ) k Totkay In Urdu (1) Skin Whitening Tips ( Rang Gora, Saaf Kreny ) k Totkay In Urdu (2) Skin Whitening Tips ( Rang Gora, Saaf Kreny ) k Totkay In Urdu (3)
mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

Remove Unwanted Hair ( Ghair Zaroori Baal ) On Face & Chin Permanently

Remove Unwanted Hair ( Ghair Zaroori Baal ) On Face & Chin Permanently


Many of small things hmay both se bree bree uljhno mein daal detee hein. Chehra (face) insaan ki shksiyat ka ainadar hota hy. Zara sey baal (unwanted hair) chehre ko budnuma bna dety hein. Har mulk or har dor ki ortein chehre ky balon (unwanted face hair) ki wjha sey preshaan or moonh chupati nzr ati hein. Kya ap bhi chehre ky balon ki wajha sy preshan hein aur inn se nijat hasil karna chahti hain? Kya ap bhi threading kr kr ky thuk chuki hein to aj hi hmary chehre ke baal khatam karne k azmooda nuskhon sy faida uthein. Hamain yaqeen hy ky yeh chnd gharelu nuskhy home made remedies ya totkay jo Urdu ,Hindi main hain apki beauty ko bhaal krny mein help fullsabit hon gy or yaqeenan apko roz roz kijhunjt sy bhi azaad kr dein gy.

Remove Unwanted Hair ( Ghair Zaroori Baal ) On Face & Chin Permanently
mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

Ganjy Pan Kay Shartia Elaj Ka Nuskha

Ganjy Pan Kay Shartia Elaj Ka Nuskha


Daily 30 say 50 baalon ka girna normal hai, lekin agar is say ziada gir rahay hain aur is tara baal girnay say jo ganja hota hai usay Androgenetic ya male pattern baldness kaha jata hai. Is tara ka ganja pan mardo (male) mai dekha jata hai,ladies mai bohat kam aisa hota hai, isi liye isay male pattern baldness kehtay hain.Ye bi dekha gya hai k hijray jin mai male harmones nahi hotay ya koi aisa mard jis mai mardaana harmones na hon, un mai is tara ka ganja pan dekhnay ko nahi milta.




Ganjy Pan Kay Shartia Elaj Ka Nuskha

Ganjy Pan Kay Shartia Elaj Ka Nuskha 2

مردانہ کمزوری کے علاج کا مکمل کورس تفصیل کے لیئے یہاں کلک کریں


 

hakeem imran kambohFor the purpose of hair restoration, make sure that you're getting at least your recommended daily requirements of magnesium, copper, iron, zinc andvitamins A, B, C, and E. The best source of these nutrients is either fooditself, or supplements derived from natural sources. The primary cause of androgenetic alopecia, or pattern baldness, is the hormone DHT. This wicked hormone binds itself to your hair follicles and renders them completely unable to absorb nutrients from the blood-stream. So even if you're taking your vitamins, there is a chance that your hair is not taking its vitamins.

A scalp massage is a simple and effective treatment for hair loss. It stimulates hair growth by increasing blood flow to the scalp. Spend atleast 10 minutes each day for massaging with your fingers throughout your scalp and make sure to get the top of the head because this is the area of the body which is farthest from the heart and the blood flow to this part of the head is often weak.

Green tea is another natural treatment for hair loss. It curbs/restraint the production of the hormone linked to male and female pattern baldness.

Treatment of Hair Loss -Desi Tibbi ilaaj

Take 8 spoons of Olive Oil (Zaitoon ka tail) and heat it.

Add 1 spoon pure honey and 1 spoon grinded Cinnamon (pissi hui Dal-cheeni) in it.

Apply this mixture on bald area and massage only 5 minutes.

After 5 minutes, to remove the residue, shampoo the hair or take bath.

Recite 12 times Durood Shareef & 12 times Bismillah before applying the mixture on hairs.

InshAllah after 12 days of continues use, you will see a difference.

Boil 1 cup mustard oil (sarson ka teil) with 4 tbsp henna (mehndi) leaves. Filter and bottle. Massage on the bald patches regularly. Repeat this treatment frequently.

Grind the remains of tobacco smoked in a hookah and add to boiling mustard oil. Cool and store. Massage on the bald patches regularly. Repeat this treatment frequently.

Rub on the scalp 1 tsp oil in which raw mangoes (aam) have been preserved for over one year. For good results, repeat this treatment frequently.

Grind 1 tbsp liquorice root pieces (mulathi) in 1 cup milk with ¼ tsp saffron(kesar/zaafran). Apply this paste on bald patches at bedtime continuously.

Grind fenugreek seeds (methi dana), with water and apply on the head. Leave for at least 40 minutes and then wash hairs

Take a handful of neem leaves and boil them in 4 cups water. After boiling well, let it cool and after cooling and filtering, use the decoction for rinsing hair.

Make a mixture with equal quantities of dried curry leaves (curry patta), lime peel (nimbu ka chilka), Shikakai, fenugreek seeds (methi daana) & green gram (mung beans/moong sabut) and grind them finely. Store and use as a substitute for soap or shampoo.

Make a mixture of fenugreek (methi daana) seeds, ground with some water and then apply this  paste on the head. Allow to soak at least for 40 minutes before washing. Use every morning for a month.

Apply almond oil (badam ka teil) on scalp frequently and massage.


  1. Kalonji (Nigella sativa) aur mehndi (henna) ko pees ker sirke (vinegar) mai mix kar lain aur is mixture ko har 2 din ke baad ser pe laga lia karain.

    kuchh hi arse mai baal ugna shuru ho jaengay.

  2. Baalon (hairs) ko khubsurat bananay k liye, Narial ka khalis tail (pure coconut oil) 1 pao (250gm), til ka tail (sesame oil) aik chhataank, Castor oil 2 chhataank, in sab ko mix kar k rakh lain aur sotay wakt rozana is tail (oil) say massage karain. Is say baal mazboot, ghanay aur lambay ho jaengay.

  3. Balon (hairs) ko dhoop (sunshine) aur khushk hava (dry air) say bachana chahiye.

  4. Agar kam umri mai baal sufaid ho gaey hain to 250 gram mehndi mai 1 tea spoon coffee, 1 tsp sugar aur chand katray lemon juice ke mila lain aur hasb-e-zaroorat paani daal kar achhi tarah mix kar lain aur sir pe laga lain aur kisi bareek kaprey say sir lapait lain, phir 4-5 ghantay baad pani say sir dho lain. Mahinay (month) mai sirf aik baar ye amal karain.

  5. Dahi (yogurt), anda (egg) , cheeni (sugar) teeno ko mix kar lain aur sir pe lagain, 15-20 minute baad shampoo karain. is say baal mazboot hongay.

  6. Homemade treatment for hairloss: This nourishing homemade treatment for hair loss blends honey for moisture, olive oil for hair loss prevention and rosemary essential oil for hair regrowth stimulation.

    1. Make a mixture from 1/4 cup of olive essential oil, 1/2 cup of honey with 4 drops of rosemary essential oil.

    2. Now combine the mixture thoroughly and afterwards pour the mixture into a clean plastic bottle with a tight-fitting stopper or lid.

    3. Then apply a little amount of this mixture to a slightly dampened hair (halkay geelay baal).

    4. Massage the scalp and work the mixture through the hair until it is completely coated (is mixture ko sir ki jild mai lagaen).

    5. After gently massaging the scalp, cover your hair with a warm towel or a shower cap (towel ya kaprey say sir ko dhamp lain) and leave it on for 30 minutes.

    6. After 30 minutes, to remove the residue, shampoo the hair and rinse it well with cool water.





 

Rang Gora karny Kay Best Desi Totkay

Rang Gora karny Kay Best Desi Totkay


Today's i tell u best totkay for  Rang Gora karny Kay Best Desi Totkay  if u like this plz share it. this is our best nuskha.

[caption id="attachment_1782" align="alignnone" width="1080"]hakeemimran.com- Rang Gora karny Kay Best Desi Totkay hakeemimran.com- Rang Gora karny Kay Best Desi Totkay[/caption]

 کمزوری کے علاج کا مکمل ہربل کورس تفصیل کے لیئے یہاں کلک کریں



rang gora karne k desi totkay in urdu,.hathon ka rang gora karne k totkay,.chehre ka rang gora karne k totkay,rang gora karne ke totkay,rang gora karne k totkay in hindi,.rang gora karne k totkay zubaida apa.,rang gora karne k totkay in urdu dailymotion,rang gora karne ka desi tarika.,face colour fair tips in urdu,.colour fair karne ke tips in urdu,beauty tips in urdu for fair colour,fair colour in one week in urdu.,fair color tips in urdu,how to fair skin color in urdu,.fair face tips in urdu,makeup tips for fair skin in urdu.



Kamzor Balon Kay Desi Totky

Kamzor Balon Kay Desi Totky


Mard ho aurat apny  Kamzor Balon  ki wajhay sy bohat worried hain .here i tell u best desi totka for weak hair.

hakeemimran.com- Kamzor Balon Kay Desi Totky

For more tips for hairs and face beauty click here


balon k liye totkay in urdu,girty balon k liye tips,zubaida apa k totkay balon k liye in urdu,desi totkay for hair growth in urdu,balon k liye oil,desi totkay for hair fall in urdu,balo ko ghana karne ka tarika in urdu,desi totkay for hair regrowth.



Balon Ko Mazboot Aur Khubsorat Karny Ka Oil

Balon Ko Mazboot Aur Khubsorat Karny Ka Oil


There is many oil for hair like  Balon Ko Mazboot Aur Khubsorat Karny Ka Oil but today .we tell u more easy and fffective oil for hair.

hakeemimran.com -Balon Ko Mazboot Aur Khubsorat Karny Ka Oil

hakeem imran kamboh

اردو میں مزید نسخوں کے لیئے یہاں کلک کریں


balo ko kala karna,balo ko lamba karna,balo ko ghana karne ka tarika in hindi.,balo ko ghana kaise kare,balo ko ugane ka tarika.,balo ko lamba karne ka tarika in urdu,balo ko lamba karne ke gharelu nuskhe in hindi,.balo ko lamba karne ka gharelu upay,thick hair growth tips in urdu,.tips for thin hair in urdu,tips for strong hair roots in urdu,.home remedies for thin hair in urdu,hair tips in urdu for falling hair,silky hair tips in urdu,.hair tips in urdu dailymotion,hair tips in urdu for men.

Desi UrduTotkay For Long Hair

Desi UrduTotkay For Long Hair


In our country ladies face many problems About hair. here i tell u  Desi UrduTotkay For Long Hair  .if u like this plz share it.

hakeemimran.com- Desi UrduTotkay For Long Hair

hakeem imran kamboh

 

Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby Karne K Totkay


Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby Karne K Totkay


Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby karna Ab koi problem nahin.here we tell u very easy home remedie.




[caption id="attachment_1721" align="alignnone" width="1080"]hakeemimran.com- Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby Karne K Totkay hakeemimran.com- Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby Karne K Totkay[/caption]

hakeem imran kamboh



Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby karny ky desi totky


Khwateen ke hawale se hamesha in ke balon (hair) ka tazkara lazemo malzom samjha jata hai. Ghany, chamakdar aur khubsurat baal hamesha khubsurati main izafe ka bais samjha jata hai. Baal lamby hon ya choty lakin yeh osi waqt achy lagty hain jb in pe tawaju aur time deya jae. Tu leejeye hum apke liye balon ki khoobsurti aur mazbooti k liye chand aham homemade tips jo ke Urdu / Hindi main hain le kar hazir hain.

Beauty Tips for  Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby


Tail ka istemal:Tail balon ke lye buhat lazimi hai. Hafty main ak do bar tail lagana buhat mufeed hai aghar apko tail nahi pasand tau ap rat ko siy laga ke so jae aur subha uth ke balon ko dho lyn.
Tail ki eqsam:Ap apny balon ke lye zetoon aur narial main se koe ak muntakhib kar sakti hain. Aam tor pe zetoon khushk balon, narial aur sarson ka tail chikny balon ke lye mufeed samjha jata hai.
Balon ka massage:Balon main tail laga ke ungleo ke sero se balo ka massage kary. Massage halky hatho se kary. Kanpateo pe sar ke darmiani hisy aur peeshy ki janib marhalawar massage kary. Kanpateo ke oper ki janib se bal ugny ka amal shoro hota hai is lye yahan ka massage buhat zaroori hai.
Balon ko oil lagany ka dorania:Kuch khawateen balo main zaroorat se zeyada tail laga leti hain. Jo in ke kapro aur takeo ko lag jata hai. Kabhi bhe itna tail na lagae keu ke ap ke sar ki jild ak khas had tak he tail jazab kar sakti hai. Tail lagany ka dorania zeyada se zeyada 2 ghanto se le ke rat bhar tak ho sakta hai is se zeyada dair ke lye tail kabhi na lagae. Keun ke zeyada dair tail lagany se oxygen balo ki jild tak nahi pohanchti jis ki wajah se bal toty aur gerty hain. Beshak ap rozana tail lagae lakin sirf do ghanty ya pher rat bher lagae aur subha dho lyn.
Kangi karna:Balo main gangi karna buhat acha hota hai. Is se sar ka durane khun taiz ho jata hai. Din main teen ya chaar bar gangi zaroor kary. Lakri ki gangi ka istemal zeyada acha hota hai. Toty danu wali gangi kabhi istemal na kary aur gely balo main gangi her ge zna kary keun ke is se bal zeyada totoy aur kamzoor hoty hain.
Sar ki khushki dor karny ke lye totka:Dahi main thora sa sarsu ka tail mila ke sar dhony se adha ghenta pahly laga lyn aur adhy ghanty bad sar dho lyn yeh amal hafty main ak bar zaroor kary.
Balo ko ghana banany ke lye tarika:Taza narial se nikalny wala kacha pani ehteyat se kisi botal main mahfooz kar lyn. Aur rozana subha uthny ke bad ahista ahista lagae. Bal chand dinu main girna band ho jae gay aur mazboot aur sehat mand ho jae gay.
Bal lamby aur naram karny ke lye:Ak andy ki zardi main do chamach mila lyn aur khub phenty is ke baad balo ki jaro main ungleo ki phuru se achi tarah lagae. Yeh amal sar dhony se pahly teen ghanty pahly kagae.
Bal girne kam karne k liye nuskha:Sar ki khopri per lehsan, peyaz ya sirke ka rass malaen. Iss baat ka kheyal rakhen k inn main se koi 1 cheez istemal karen, 2 ko mix na karen. Raat bhar sarr par lagaen aur subah uth ka achi tarah dho lain.
Aloe Vera ka istemal for  Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby
Aloe vera (kawar gandal) na sirf jild yani skin k liye nahayat mofeed hai, iske balo k liye bhi bohat se faiday hain. Ye na sirf balon ko ghanay, lambay, mazboot aur shiny karne main madad deta hai balke balon ki amoomi sehet aur sar ki khushki kam karne k liye bhi bohat acha hai.
Exercise aur relaxation balon k liye totka:
Stress yani zehni pareshani balon k liye nuqsan de hai. Halki exercise , taza hawa main walk aur lambay sans lena aur pur-skooon neend stress ko kam karte hain aur balon k liye mofeed hain.
Baalon k liye ghezaa:
Balo ki hifazat behad zaroori hai. Jis tarah insane jism ko sehad mand aur khashash aur bashash rahny ke lye achi ghaza ki zaroorat hoti hai bilkul isi tar balo ko bhi achi gheza aur khayal ki zaroorat hoti hai. Dhoodh, dehi, chicken, daal, anday, machli, palak, gobhi waghaira blong k liye mofeed ghazaen hain. Neez gajar, chakandar, grape furit ka juice bhi balon ko mazboot, lamba aur ghana karta hai.
Issi tarah rangoli henna bhi girte balon k liye aik azmood haircare tip hai. Neez sab chaye bhi girte balon yani falling hair ke liye mofeed hai. 2 sab chay ke bag pani main ubalain. Jab pani thanda ho jay tu sar par lagaen aur 1 ghante baad sar achi tarah dho lain.Amla

Hair Care Tips mai prakritik amla bahut hi faydemand hota hai. Amla khane aur lagane, dono mai gunkari hota hai. Amla ke juice ko saptah mai lagane se hair chamakdar, kaale aur majboot bante hai.
Mehandi for Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby
Mehandi hair ke liye natural conditioner ki tarah hai. Hair care mai mehandi ka pack lagane se hair majboot, long aur ghane bante hai. Ek cup mehandi powder mai aadha cup dahi ko acche se milakar, ise karib 2 ghante ke liye chhod de. Iske baad iss pack ko apne hair ke jado mai lagaye. Jab yeh puri tarah sukh jaye to ise dho lewe.
Aloe Vera aur Shahad for Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby
Twacha ke saath-saath hair care mai aloe vera aur shahad bahut hi faydemand hai. Aloe vera aur shahad hair ke dandruff se chutkara dilate hai. Hair ke jado par aloe vera aur shahad ko barabar matra mai lagaye. Isse lagakar 30 minute ke liye chhod de aur fir thande pani se dho lewe.
You may also like: Hair Spa at Home – Adore Your Velvety Soft Hair
Egg  for Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby
Hair tips mai egg ka bhi aham role hota hai. Egg hair ko jhadne se bachata hai aur hair ko ghana, majboot banata hai. Egg mai aap thoda sa jaitun ka tel milakar egg ki safedi aur shahad ko apas mai acche se mila le. Ab ise saman roop se sar par lagakar ek ghante ke liye chhod de. Iske baad isse thande pani aur shampoo se dho lewe.
Aaloo ka Ras for Baal Ghany,Mazboot Aur Lamby
Hair tip mai aaloo ke jariye bhi hair ko long, majbut aur ghana bana sakte hai, halaki iski jankari logo ko bahut kam hoti hai. Nahane se pahle hair ke jado mai aaloo ka ras lagaye aur 15 minute baad dho lewe. Aaloo mai paya jane wala vitamin aapke hair ko long banane mai madad karta hai.

Chahre K Daag Dhabe Dur Kerny Kay Totky


Chahre K Daag Dhabe Dur Kerny Kay Totky


Face kay daagh dhabey face ki beauty  ko chupa dete hein.  Chahre K Daag Dhabe Dur Kerny Kay Totky.

[caption id="attachment_1688" align="alignnone" width="1080"]hakeemimran.com- Chahre K Daag Dhabe Dur Kerny Kay Totky hakeemimran.com- Chahre K Daag Dhabe Dur Kerny Kay Totky[/caption]

hakeem imran kamboh
Is liye her koi, khas kr larkiyan apne chehrey k daagh dhabey dur krna chahti hein. Boht se larkiyan is kam k liye artificial creams istimal krti hein. Kbi kbi ye creams chehrey k dagh dur kr deti hein lekin aksar in k kuch side k asraat bhi hotey hein. Aur phir ye bhi hota hai k jese he ye creams istimal krna bnd kren,

 

Kon nahi chahta hai ki uski twacha daag-dhabbe rahit ho. Agar twacha saaf-suthri hai to, andar se aapke mann mai atmavishvaas jagega. Ladke ho chahe ladkiya, har kisi ko muhase hote hai, jo chehre par nishan chhod jate hai.

Agar aapke chehre par bhi aise hi daag ho gaye to hai to apnaiye humare Gharelu Nuskhe, jinki madad se aap apni khoi hui rangat wapas paa sakte hai.

Inn nuskho ko lagatar lagaye, jisse chehre ka rang bhi saaf ho aur twacha mulayam aur komal bane. Aapki twacha me adhik nikhar lane ke liye dekhiye. To apply kijiye apni body par inn effective nuskho ko aur dekhiye turant asar aapke chehre par.

Chahre K Daag Dhabe Dur Kerny Kay Totky


Honey

Shahad se skin acchi ban jati hai. Yeh skin ko andar se heal karti hai. Twacha par pade daag-dhabbe ko yeh hata kar use saaf karti hai.

Lemon

Yeh ek prakritik bleach hai jo twacha se daag dhabbo ko hatata hai. Ise roz chehre par lagaye lekin agar chehre par ise lagate hi khujali shuru ho jaye, to isme thoda sa pani mila le. Nimbu ka ras ko face pack mai bhi milaya ja sakta hai.

Milk

Dudh mai lactic acid hota hai, jo ki twacha ke daag dhabbe hatane mai madad karta hai. Ise lagane se twacha komal bhi banti hai.

Vitamin E

Yeh skin ke liye bahut hi acchi hoti hai. Yeh ek anti oxidant hai jo sharir se toxin ko nikalti hai. Ise lagane se twacha fresh aur jaandar ho jati hai. Vitamin E ke capsule ko raat mai twacha par lagaye. Aap chahe to Vitamin E tablet bhi kha sakti hai.

Haldi

Rozana haldi lagane se daag dur hota hai. Isme moujud anti bacterial tatva muhase hone se rokta hai.

 Kawar Gandal ka gooda yani Aloevera Gel

Iss gel ko lagane se chehre par pade gehre chakkte dhire-dhire halke padne lagte hai aur inse muhase bhi thik ho jate hai.

Rang White Karny Ka Home Made Totka

Rang White Karny Ka Home Made Totka


Aurat ki wish hoti hai keh is ka rung gora yahan main app ko  Rang White Karny Ka Home Made Totka  ho waise to har qisam ki rungat par make up ho jata hai aur agar dhang se kia jaya to kali jild bilkul saaf-o-shaffaf nazar aati hai. Aaj aap ko rung gora karne ke chand tareeqe batate hain jin se aap zarur faidah uthayain.

[caption id="attachment_1685" align="alignnone" width="1080"]hakeemimran.com- Rang White Karny Ka Home Made Totka hakeemimran.com- Rang White Karny Ka Home Made Totka[/caption]

hakeem imran kamboh
 Rang White Karny Ka Home Made Totka

Every woman wants to that their color will be fair and looks beauty full. But how to be possible here are some Rang White Karny Ka Home Made Totka .


no 1-Take a leaf of mint boiled, cooled water and drink on an empty stomach.

no 2-Two carrots, one beetroot and half lemon juice and drink every other day.

no 3-Applying lemon juice on the face colour is clear.

no 4-Put turmeric in besan and mix mustard oil, to use it on face daily, face become clean.

no 5- Grind almonds and mixed in milk skin colour be fair.

no 6-If lemon juice and salt mixed in the bath water and take bath that water, skin will be fair.

no 7-Squeezed juice from lemon, peel intrude on your face will be clean.

no 8-Barley flour and wheat flour mix with milk make paste and apply on your face, after a few days you feel better result.

no 9-Wash your face with fresh light hot milk skin will be clear.

no 10- Grind the bitter almond, add walnut oil and massage the body skin will be clean.

no 11-Boil water in a pot and steam, it will open your pores and skin will be clean.

no 12-Cucumber 1, vinegar 2 tsp, full cream milk 2 tsp, corn flour 2 tsp, potato small size 2 boil, almond 5 (wet in water all the night).

Mix all things and make paste. Apply on face and keep for half hour, when it becomes dry rub it with lightly and wash your face with light hot water. Do these 3 days in a weak your face will be fair and sufficient number of spots will fade scars.

no 13- Take Saffron, lemon juice and olive oil. All these things combine to form a paste and every night before going to bed massage your face lightly. Day after day will make a difference on your face and the face will be white.
Rang White Karny Ka Home Made Totka,rang gora karne ka totka,rang gora karne ka totka by zubaida apa,rang gora karne ka totka in urdu,rang gora karne ka tarika in urdu,rang gora karne wali cream,rang gora karne ki dua,rang gora karne ka wazifa,hathon ka rang gora karne k totkay in urdu,rang gora karne ka totka in urdu,pait kam karne ka totka by zubaida tariq,rang gora karne ka tarika,rang gora karne ka wazifa,rang gora karne ka tarika hindi me,rang gora karne ka asan tarika,rang gora karne ka tarika video dailymotion,rang gora karne ka tarika dr khurram

Dry Skin Treatment in Urdu

Dry Skin Treatment in Urdu


A beautiful skin emanates confidence and health.here is Best Tips For Dry Skin Treatment  in Urdu .

hakeemimran.com- Dry Skin Treatment in Urdu

hakeem imran kamboh
Take a ripe banana, mesh it properly, now mix it with 1 teaspoon of honey. Now apply this mixture on your face and massage lightly. After 15 minutes wash with mineral water, dryness will be vanish.

Take a tomato and 1 tablespoon of milk cream, prepare the mixture by mixing both ingredients. Now apply onto your face, after 15 minutes wash with lukewarm water. It is best remedy for dry skin.

Make the mixture of:

Pulp of pear      4 teaspoon

egg yolk           1

Honey              1/2 tablespoon

Apply this paste onto your face and let it dry, then wash with fresh water. Your skin will fresh and glow.

Dry Skin Treatment in Urdu english


Here below we write dry skin care tips for men and women. Those men and women’s that have dry skin tone can get benefit from our dry skin care tips in summer and winter season.

1.  Exfoliating granules remove the tank dry skin without irritating it. The peeling is applicable even in highly sensitive skin. The skin is supple and smooth again. You can now add other ingredients perfectly. Add the amount of a thick bean on the face and neck. With wet fingers gently exfoliate the skin and wash thoroughly with water. Then the skin care as usual.

2.  An excellent moisturizer in capsules containing long chain Hyaluronic acid. The incorporated peptide system penetrates through the stratum corneum and plumps the skin from the inside on. The relaxing effect arises immediately. Apply morning and night treatment as the contents of a capsule under your usual skin care.

3.  A splendid recovery for very dry skin gives this face oil. Its active ingredients prevent the increased water loss of tissue on the acid mantle. It draws perfectly into the skin and does not leave unpleasant greasy film. The very dry skin will quickly return their balance.

An ideal addition to Hyaluronic pulses as spa treatment. After applying the moisture capsule, evening face oil to the face. The dry skin looks the next morning from smooth and refreshed.

Pimples And Acne Cure in Urdu

Pimples And Acne Cure in Urdu


Todays common problem of young boys and girls is pimple. here i teel u Pimples And Acne Cure in Urdu.

hakeemimran.com- Pimples And Acne Cure in Urdu

hakeem imran kamboh
  اردو میں مزید ٹوٹکوں کے لیئے یہاں کلک کریں


1 - Do not wash your face with soap and water, wash your face or affected by the morning and evening with warm salt water area. The soap dries the skin and can make acne worse, while the warm salt water can help eliminate fat without drying the skin.

2 - Aloe Vera juice applied twice a day can be helpful in curing acne scars. Aloe Vera juice can be found in most health stores, comes as a gel, but if you can apply aloe vera naturally is best.

3 - Cucumber is one of the easiest and most refreshing used for the treatment of acne treatments and moisturize the skin. This makes our skin feel with a youthful appearance. Crush the cucumber into a paste and apply it on the affected area. Leave it for 30-45 minutes and then rinse.

4 - Sandalwood powder can be used on the skin to treat acne. For that, you have a paste of sandalwood powder and little water, apply it and leave if possible overnight and then rinse with cold water the next day.

5 - The tomato (tomato) can also be used for treating blackheads and to open the pores of the skin, and also lightens the skin. Cut a piece of tomato and rub on the skin. Leave it on for 15 minutes. Rinse with cold water. This will help reduce open pores and blackheads. This treatment is excellent for oily skin.

6 - Another home remedy is using nutmeg. For this, you have a paste of nutmeg powder with cold milk and apply on the affected area. This works as a wonderful ointment. Pimples disappear without a trace.

7 - Egg whites are also used to get rid of acne. Apply a mask of egg on face and leave for 30 minutes, then rinse with cold water.
Below here the causes and natural treatment of acne and pimples in urdu. If you wooried about acne and pimples get rid of creams and treat them naturally.

pimples treatment in urdu language,remove pimples tips in urdu,pimples tips in urdu video,pimples treatment tips tamil,pimples treatment tips in hindi,pimples treatment at home,natural treatment pimples,pimples treatment for men,keel mahasoon ka ilaj,chaiyoon ka ilaj,chehry ka dag dhaboon ka ilaj.pimples ka ilaj,pimples ky gharelo totkay,pimples ka ilaj in hindi,pimples ky  totky in hindi,



Gharelo Totkay For Skin Beauty

Gharelo Totkay For Skin Beauty


Today womens most hot topic Gharelo Totkay For Skin Beauty this is our most best totka for skin  and face beauty.

 

hakeemimran.com- Gharelo Totkay For Skin Beauty

hakeem imran kamboh

Face ki Jhurriyan(Wrinkle) Door Karnay kay Liye :

Din mein teen bar taza lemon ka ras malein. Nisf ghantay ( ½ hour) kay baad dho dein.
Arq ghulab 5 tolah, badam roghan 1 tolah, phitkiri pisi huyi 1 tolah, andon ki sufaidi 4, sab ko mila kar khoob phait lein phir halki aag par itna pakayein, keh marhum sa ban jaye. Chehray par lagayein. Malish karein. 15 din mein faidah ho ga.

1-Rub on face fresh lemon juice three times a day. Wash after ½ hour.
2-Rose water 5 tla, almond oil 1 tola, alum grind 1 tola, egg white 4, mix all thing very well and cook in slow flam and make as Ointments. Apply on face and massage. It would be good result with In 15 days.

Gharelo Totkay For Skin Beauty in urdu


1- Chehray saaf rakhain sotay waqt koi acha sa cleansing laga kar chehray par kafi moqdar mein thanday pani say chitay marein aur sookhnay dein.
2-Buhat masalha dar aur tala hua khana mat khayein.
3
- Sweet, chocolet aur cake say parhaiz karein.
4- Chaye(tea) aur coffe ka istemaal kam karein.
5- Din bahr mein kam az kam 10 say 12 glass pani piyein.
6- Vegetable aur fruit ka istemaal ziadah karein.


pimples ke liye gharelu nuskhe,.pimples ke liye gharelu nuskhe in hindi,mota hone ke liye gharelu nuskhe,face ke liye gharelu nuskhe in urdu,.khansi ke liye gharelu nuskhe,balo ke liye gharelu nuskhe,jukam ke liye gharelu nuskhe,takat ke liye gharelu nuskhe,.gharelu nuskhe in hindi for oily skin,gharelu nuskhe in hindi for long hair,,gharelu nuskhe in hindi for periods,mota hone ke liye gharelu nuskhe,face ke liye gharelu nuskhe in urdu,.balo ke liye gharelu nuskhe in hindi,gharelu nuskhe for face in hindi language,.pimple hatane ke tarike hindi me



Moky Aur Un Ka Ilaj

Moky Aur Un Ka Ilaj


First off all i teel u  Moky Aur Un Ka Ilaj  skin per aksar small sy latky hoy bdnuma ubhar ban jaty hain in ko mokay kehty hain in ilaj yeh hy. is ka trreka yeh hy k chony main 20th hissa metha soda mila  lain aur water k drops milaa ka achi tarah mix kar lain aur mutasar place per paste kar lain.

hakeemimran.com- Moky Aur Un Ka Ilaj

hakeem imran kamboh

 مردانہ کمزوری کے علاج کامکمل کورس کے لیئے یہاں کلک کریں

Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu

Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu


Hair loss can multiply the amount of your stress, Worries. In fact your gorgeous looks depend upon your healthy hair. If you have dry or dull hair your overall appearance will be affected by it. Looking good is also improve your confidence as well. When you will look good you will feel good. Like other parts of body, hair needs proper attention and care. Besides using a number of hair cosmetics and products, food also play role in making your hair healthy. Here are some natural homemade hair fall control tips so let’s try it and share it with your friends.

 

 

[caption id="attachment_942" align="alignnone" width="1280"]hakeemimran.com- Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu                                              [/caption]

[caption id="attachment_1065" align="aligncenter" width="660"]hakeemimran.com- Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu 3                                               hakeemimran.com- Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu 3[/caption]

[caption id="attachment_1067" align="aligncenter" width="660"]hakeemimran.com- Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu 1                                          hakeemimran.com- Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu 1[/caption]

[caption id="attachment_1066" align="aligncenter" width="660"]hakeemimran.com- Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu 2                                             hakeemimran.com- Desi Totkay for Hair Loss Fall in Urdu 2[/caption]

hakeem imran kamboh

Girty balon (hair loss or hair fall) sy kisy nahin dar lagta? Aj kay zamaney mein kon esa shaks hy jo zahnee uljhno mein jkra hua nhi hy. Sakoon ki kami or manfi sochon ny na sirf insane seht py na qabil e talafi asrat murtb kyey hein balky balon ka bhi bura haal kr diya hy jisko dekho apny balon ky girny (hair loss) ka rona rota nazr ata hy. Desi gharelu totkay aur nuskhe ya home remedies istiml karne se hmay balon k girne ya jharnay ki preshani sy nijaat mil sakti hai.

Home made Totkay (Upay) for Hair Loss Prevention in Urdu / Hindi:

1-Akhrot khana girte balon se bachaon k liye mofeed nuskha hai. Kiun k akhrot main aisey ajza (tail) hota hai jo balon ko mazboot banata hai. Agar uss tail ki kami ho jay tu baal girna shuru ho sakte hain.

2-Iron yani folad ki kami bhi baal girne ka baes banti hai. Palak main chonke iron ziada hota hai iss ka khorak main istemal balon ko girne se bachata hai aur mazboot banata hai.

3-Kheeray ka juice girty balon yani hair loss k liye bohat mofeed totka hai kionkey is mein mojood sulphur or silicon balon ki nsho numa ky lyey zroori hy.,

4-Agr kheray ky juice mein gajr ka juice or palk(spinach) ka juice mila ky istimal kya jyey to balon ka girna bnd ho jatay hain yani hair fall ruk jata hai.,

5-Amalon ko raat ko pani mein bhigo dein. Subha amlon ky pani sy ser dho lein.,

6-Chuknder ki jer paton(leaves) or mehndi ky pton(leaves)ko pees lein or is paste ko balon py lga lein.2ghnty baad dho lein.balon ka girna bnd ho jyey ga.,

7-Palk or dhnyey ka juice peeny sy baal girna (hair loss) band ho jaty hein.,

8-I chmch sirka 1glass pani mein mila lein.hr khany ky sath pee lein.,

9-Nareal ka doodh balon mein 2 ghunty ky lyey lga ky chor dein.baad mein kisee achay shampoo sy dho lein.,

10-Daar cheeni powder shehd or zaitoon ka teil mix kr ky ser py is ki malish krein.baal girna bnd ho jein gy.,

11-1cup mustard oil mein 4 khany ky chmch henna ky pty shamil kr ky boil krein.kisi bottle mein chaan(filter)kr ky rkh lein.roz iski malish krein.,

12-Pani or dhnyey ko mila ky juice bna lein.baal dhony sy phely balon mein lgein or saaf pani sy baal dho lein.,

13-Daar cheni powder mein thora sa pani daal kr paste bna lein.ser mein laip krein or 1 ghntay baad dho lein.,

14-1 anda amla powder mein mila ky paste bnein or balon mein lga lein.baal girna bnd ho jein gy. yeh girte balon ke liye azmood totkon main se aik aham totka hai.,

15-Hr roz badam ky oil sy malish krny sy baal grna bnd ho jaty hein.,

16-Amala,reetha or shikakai ko pani mein daal kr boil krein.jb pani adha reh jyey to thnda kr lein.is shampoo sy baal dhony sy baal girna bnd ho jein gy.,

17-Paiaz (onion)ka chilka utaar lein or km balon ki jga py rgrein.baal ugna shru ho jein gy.- Piaz k elawah lehsan (garlic) ya adrak (ginger) ka juice balon main laganay k bhi musbat nataej nikalte hain.,

18-Green tea bhi hair loss ya hair fall k liye aik mofeed totkon main se aik totka hai. 2 green tea bags se green tea bana kar kadrey thanda kar ke balon par laga lain.,

19-Castor oil or zaitoon ka teil eik mikdar mein mila lein.neem grm kr ky malish krein.baal girna bnd ho jein gy.,

20-Andy ki zardi mein shehd mix krein or malish krein.baad mein shampoo sy dho lein.,

22-Amla,reetha or andy ki zrdi mila ky paste bna lein.balon ko achi trha massage krein. Baad mein shampoo sy dho lein.,

23-Nem ky pton ko pani mein ubal lein.thunda honay per is sy baal dho lein. ye bhi hair loss yani girte balon ka moais desi ilaj hai.,

24-Baal dhotay waqt km az km 10 minute kisi bhi quderti teil ka massage zroor krein.baal gira ya jharna bnd ho jein gy yani hair loss ruk jay ga.,
Powered by Blogger.