Sugar Ka Desi Ilaj (Diabetes Treatment) in Urdu

Sugar Ka Desi Ilaj (Diabetes Treatment) in Urdu 


Jab khoon mein shakkar ki satah kam hone ki alamaat zahir hone lagein to is taraf fori tawajjah dena zaroori hota hai. Hamein is baat ka ilm hona chahiye keh hum is achanak emergency mein kia aqdamat karein hypoglycemia (khoon mein sugar ki satah mein kami) ke mariz ko fori aur tezi se tibbi imdad deni chahiye. Aksar ziabitus ke marizon ko is baat ka tajurbah hota hai keh in ki shkkar ki moqdar kb km hona shuru hojati hai tahum agar woh is baat ko nazar andaz kar dete hain to is baat ke imkanat barh jate hain keh Hypoglycemia mein izafah ho jaye ga aur woh puri zindagi ke liye aik mustaqil bimari ki surat bn jaye ga. Agar is ki taraf fori tawajjah na di jaye aur is ko dururs tarike se na treat kia jaye to hypoglycemia ke natijah mein mariz Coma mein chala jata hai. Mustaqil tor par is ka aasabi nizam (Nervous system) kharab ho jata hai, baaz dafa operation karwana parta hai. Jb keh ilaj mein ta kher se mot waqa ho jati hai.

Sugar Ka Desi Ilaj (Diabetes Treatment) in Urdu 1

Sugar Ka Desi Ilaj (Diabetes Treatment) in Urdu 2

Sugar Ka Desi Ilaj (Diabetes Treatment) in Urdu 3

Sugar Ka Desi Ilaj (Diabetes Treatment) in Urdu 4

Sugar Ka Desi Ilaj (Diabetes Treatment) in Urdu 5

Sugar Ka Desi Ilaj (Diabetes Treatment) in Urdu 6

 

mardana kamzori ka ilaj shadi course


hakeem imran kamboh

Amla for Diabetes, Benefits of Cinnamon, Bitter Gourd Benefits, Bitter Gourd for Diabetes, Bitter Gourd Juice For Diabetes, Black Plum for Diabetes, Blood Sugar Control in Urdu, Cinnamon Benefits, Cinnamon for Diabetes Control, Curry Leaves for Diabetes, Diabetes Home Remedies in Urdu, Diabetes Ka Desi Illaj, Diabetes Ka Desi Totka, Diabetes Ka Gharelu Ilaj, Diabetes Ka illaj Urdu, Diabetes Kay Liay Urdu, Fenugreek for Diabetes, Guava for Diabetes, Helath Benefits Of Bitter Gourd, Home Remedies for Diabetes, Indian Black Berry for Diabetes, Indian Gooseberry for Diabetes, Jambul for Diabetes, Mango Leaves for Diabetes, Sugar Ka Desi Ilaj, Sugar Ka Desi Illaj, Sugar Ka Desi Totka, Sugar Ka Ilaj Nuskha Urdu, Sugar Ka Illaj in Urdu, Sugar Ke Ilaj Ka Behtareen Nuskha, Ziyabtees Sey Chutkkara Ka Illaj

1 comments:

  1. Mazhar Ishaque9 May 2016 at 00:57

    The Herbal items which mentioned above are not dangerous for Kidneys????

    ReplyDelete

Powered by Blogger.